pyar khane ko sabad h,kre to jindagi ban jata h
Chahto ki mala m anshuon ke moti ko pirota h,
jisse bhi ho use najro se door kha dekh pata h!!!!
Khafa hokar bhi usse,njro m uski khudko hi dhundta ,
nigaho se nigaho m jhankkar dil ki sacchai ko padhne ki takat dilata h!!...
Pyar khne ko sabad h kro to dilkashi ban jata h…..
Is dilkashi m Dil ki khuwahise hi itni hai ki samjhna muskil h,
Pta hote hue bhi usi ki raaho m manjil h..
Ek najar ko tarasti hain yeh ankhen uski,
dhundti bhi bas usi ko hain..
pyar kahne ko sabad hai kre to bandagi ban jata hai.
Iss bandagi mai madhhosh hokar jine ko dil chahta h,
na jane kyu usi ko apna bnane ko dil chahta h!!!
yun to pyar kahne ko sabad hai kare to khusi ban jata hai...

No comments:
Post a Comment